Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 3
Rupa bua ko jo galat-fehmi hui thi, par jab use sachayi ka pata chala to use bahot afsos hua. Udhar jab Aarif ne Karan phone kiya tha to Karan ne phone par gali nikal di jise Aarif ki mummy ne sun liya. Karan ko bhi baat pta chalti hai to wo unse maafi mangta hai.