Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 8

This story is part of the Zindagi, Ek Anokha Safar series

    Aarif – Uski ek khass vajah hai.

    Simran – Or wo kya thi ?

    Aarif – Actually yahan ke jo trusty hai. Unka naam Vimal Thakur hai. Karan unka saga bhanja hai. Karan mera sab se acha dost hai. Par use Thakur naam ka use karna acha nhi lagta isliye usne mujhe aisa karne ko kaha.

    Nisha – Wese aapka wo dost Karan haii khana ?

    Simran – Kitna sabaal karti ho tum uski chalo ab chodao class aa gyi hai.

    Wo teeno ek sit par beth jati hai aur Aarif Karan ke pass ja kar beth jata hai.

    Aarif – Sale koi teri jagah koi aur hota toh wo aisi baat nhi karta. Agar wo gussa ho jati toh ?

    Karan – Maan leti toh maan leti mera kya ja rha hai.

    Aarif – Yaar tu meri bani hui baat kharab karegea. Wese mujhe toh aaj love first side ho gya hai.

    Karan – Chutiye isliye tujhe main rok rha tha.

    Aarif – Ab toh sach me ye hi meri rani banegi.

    Karan – Kese banegi ye rani teri.

    Aarif – Simple hai pehle love or fir shadi.

    Karan – O hello bhai ek minute please sapne se bahar aaja. Love ke liye pehle i love you dono side se bolna padta hai. Uske liye dono ki baat honi chayie, mana ki usne baat shuru kar di hai. Kya tu sidha purpose kar dega use.

    Aarif – Bhai use toh main jarur purpose karunga.

    Karan – Tab ka tab dekhiyo ab sale study par dhyan dele.

    Simran – Yaar pehli baar aisa hua ki kisi ko dekh kar dil me kuch hua hai,

    Nisha – Ohh hoo khin aisa toh nhi ki madam ko aaj pyar ho gya hai.

    Simran – Haan Nisha mujhe pyar ho gya hai, wo bhi first side wala.

    Nisha – Chal thik hai dekh professor sir bhi aa rhe hai. Ab apni love story par break maar please.

    Professor ke aane ke baad sabhi class me chup chap ho jate hai. Unke lecture ke baad college band ho jata hai. Aarif or Karan bike lene ke liye ja rhe hote hai. Tabhi Simran or Nisha aa jati hai unke pass.

    Simran – Aap khan se ho ?

    Aarif – Highway se jo rasta gya hai usi raste ke gali no 22 se aate hai hum dono.

    Simran – Main bhi usi raste me re2hti hoon. Gali number 19 me.

    Aarif – Ye toh bahot achi baat hai.

    Nisha – Or aap kahan rehte ho ?

    Karan – Bhai mujhe kaam hai main chalta hoon. Karan whan se nikal kar parking me aa kar apni bike nikal kar samne ek side ki dukaan par Aarif ka wait karne lag jata hai,

    Nisha – Inko akhir hua kya hai.

    Aarif – Wo kya hai naa kabhi ye ladkiyo se baat nhi karta. Toh baat karne darta hai ye.

    Ye sun kar sab hasne lag jate hai.

    Simran – Aagar aap bura na mane toh kya aap mujhe drope kar skate hai. Wo kya hai naa Nisha or main sath me hi aati hai par Nisha ko aaj kuch kaam hai,

    Aarif – Haan kyo nhi chaliye. Fir tino parking area me aa jate or Aarif apni bike aur Nisha apni scooty nikal kar same soda shop ko dekh kar.

    Nisha – Soda pine chale ?

    Aarif – Kyo nhi sabhi yahin phunch jate hai jhan Karan hath me soda ka glass liye Aarif ka wait kar rha tha. Aarif ke piche Simran ko dekh kar.

    Karan – Tum sabhi khain ghumne jaa rhe ho kya ?

    Aarif – Nhi yaar ghar hi jaa rhe hai bs.

    Karan – Fir ye ladkiyo ?

    Simran – Kyoki maine bola hai drop karne ke liye. Wo kya hai na mera or Aarif a ghar samne line me hi padta hai. Nisha ko aaj apne papa ke office jana hai.

    Karan – Ohh hoo fir Aarif main nikalta hoon yaar.

    Aarif – Kahan ja rha hai yaar.

    Karan – Ghar or khan jana hai maine ?

    Aarif – Main bhi toh ghar hi ja rha hoon. Sath me chalte hai naa soda pi kar.

    Karan – Thik hai bhai.

    Abhi kuch der hi hui thi ki ek ladki piche se aa kar Karan ki ankho ko apne hatho se dhak leti hai.

    Karan – Please samne aa jao maine aap ko nhi pehchana.

    Wo ladki apne hath hatta kar samne aa jati hai. Jise dekh kar Karan bina kuch bole use apne gale se laga leti hai.

    Ye dekh kar Nisha ki ankho me ansu aa jate hai. Jise Simran dekh leati hai. Udhar wo dono alag hote hai.

    Ladki – Are budhu tu mujhe kese bhul skata hai ?

    Karan – Kya baat kar rhi ho main aur aapko bhul jaun aisa nhi ho skta.

    Ladki – Acha ye bato college ka pehla din kesa rha.

    Karan – Acha rha, wese Sital didi aap America se bina koi inform kiya. ( Sonam ki behen.)

    Ye sun kar Nisha khush ho gyi ki ye Karan ki behen hai.

    Sital Didi – Tujhe surprise jo dena tha, chal chhod ye sab pehle tu humesha ki tarah hum dono wala fav. soda pila fir ghar chalte hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

    Karan order kar deta hai. Bhai 2 lichi cola strawberry mix dena. Aap log kya loge ?

    Nisha – Aapne jo order kiya hai wo hi samne.

    Simran – Strawberry.

    Aarif – Cola.

    Fir sabhi soda pine lagte hai.

    Karan – Wese aap logo ko inse milwata hoon ye meri pyari didi Sital. Fir sabhi ka intro karte hai aaps me.

    Sital didi – Tum dono ladkiyo me se is buddu ki girlfriend ko hai ye bato.

    Karan – Koi nhi hai.

    Sital didi – Toh kab milwa rha hai usse ?

    Karan – Kis se ?

    Sital didi – Are yaar apni girl friend se.

    Karan – Hai hi nhi toh kisse milwaun aap ko. Wese ab chale kya ?

    Sital didi – Acha toh tum dono me se mujhe ye bato single kon hai.

    Nisha – Main hoon didi.

    Sital didi – Tujhe mera bhai kesa laga. Agar acha lagta hai toh ise purpose karo. Main bhi dekhun ye aaj kese mana karta hai.

    Karan – Ohh meri pyari behen bahot majak hua ab chale gha. Karan Sital ke kaan me kehta hai. Didi ye bahot hi ghatiya ladki hai kitno ke sath aap samjh rhi ho naa jo main keh rha hoon. Achi baat toh ye hai ki aapne abhi tak mera naam nhi liya. Kyoki main whan Aarif bana hua hoon, baki sab baten aap mujhse ghar par puch lena.

    Sital Didi – Thik hai ab chalo ghar.

    Fir sab ghar ki aur nikal jate hai. Nisha akele niklati hai, Karan Sital didi aur Aarif Simran ke sath jati hai.

    Sital didi – Bhai aaj tu wo bhi wala stunt kar ke dikha na jo tune mujhe piche bitha ke pichle saal kita tha.

    Karan – Nhi didi aaj nhi fir karbhi.

    Sital didi – Nhi ji mujhe abhi dekhna hai.

    Tum klogo ko dekhni hai toh batao.

    Sabi sath me bole – Haan dekhna hai.

    Karan – Ok fir ab dekho, didi aap mujhe kasss kar pakad kar beth jao.

    Sital didi – Ye hui na baat main ready hoon bhai.

    Fir Karan bika ki thodi race tej kar deta hai. Apni bike aage wala wheel ko upar utah deta hai. Speed aur tej ho jati hai. Fir break maar kar piche wala wheel ko 3 feet tak hawa me upar utha kar 2 round mar deta hai. Sabhi ye dekh kar khush ho jate hai.

    Karan – Ab khush ho naa sab ke sab.

    Sab bole – Haan par ek baar aur please.

    Karan – Nhi nhi ab aur nhi kal karunga pakka.

    Aarif – Tu aaj kar varna kal hum jesa kehgen wese hi karna padega.

    Karan – Aaj nhi karunga kal karunga.

    Aarif – Pkka naa kal aaj nhi.

    Karan – Aaj nhi toh aaj nhi samjh gya.
    Aarif – Fir hum sab ki ek condition hai.

    Karan – Kya hai wo ?

    Aarif – Tujhe kal college ke gate par ye karna hoga.

    Karan – Fir abhi hi kar deta hoon.

    Aarif – Ab toh kal hi kyoki friends sabhi ek sath haan ab chalo ghar.

    Sab fir ghar ki aur chal padte hai. Sital didi aur jiju kab ki ghar aa gyi thi. Par wo Karan ko surprise dene ke liye uske college me gyi thi. Ghar me aa kar sab dining table par beth jate hai.

    Papa – Toh beta kesa rha pehla din tumhra college ka.

    Karan – Ek dam first class.

    Papa – Acha suna kal shaam ko humare office ki Golden Jubilee hai toh tujhe whan aana hai ok.

    Karan – Mera kya kaam hai papa whan par didi ko le jao aap.

    Neha – Mujhe nhi jana.

    Papa – Ab chaloge na sabhi ke bete beti aayegen. Agar tum aate toh mujhe acha lagta.

    Karan – Ab jyada emotional blackmail mat karo aap aa jaunga main kal.

    Papa – Par tujhe apni car me aana hoga. Jo tujhe pichlne birthday ko tum dono ko diya tha. Audi RS6 Avant me.

    Karan – Iski kya jarur hai.

    Papa – Beta jarurt hai kyoki sabhi employee ke bete mehngi car me aayegen. Aur tu is whole busniess group ke malik ka beta hai bike par aayega toh meri kya ijjat rehgi.

    Karan – Thik hai sirf aapke liye papa.

    Papa – Thats like my good son.

    Mummy – Ab khana khaoge bhi ya nhi. Ya baap bete aise hi baat karte rhoge. Aap dono ke intejaar me hum sab baithe hai. Fir sab kahan kahane lagte hai achanak se Karan ki jangh par kisi ka hath mehsus hota hai. Karan is hath ko dekh kar hairan ho jata hai.

    To be continued.. If you liked this story please hit Like and write a comment for feedback, thanks.

    Leave a Comment