This story is part of the Zindagi, Ek Anokha Safar series
Karan sidha secret house pounchta hai jahan Aadil gate par hi khada tha.
Karan – Kahan hai wo.
Aadil – Andar chaliye wahin maine bandh kar rkha hua hai chair se. Thodi der me hi hosh aa jayega. Kyoki maine chloroform sungha kar behosh kar diya tha.
Karan – Thik hai chalo fir andar.
Fir wo dono ander aa jata hai kuch hi der baad Simran ko hosh aane lagta hai. Idhar Karan Simran me aane se pehle Aarif ko call kar ke whan aane ko bolta hai. Fir Aarif ko dusre room me bitha kar tv screen dikahata hai.
Aarif – Bhai ye kya hai Simran.
Karan – Haan
Aarif – Toh ise badha kar kyo rkha hua hai. Khin iske sath kuch.
Karan – Nhi aisa kuch nhi hoga bs tum dekhte jao. Aur Karan whan se nikal kar Simran ke samne aa jata hai. Jo ab hosh me aa rhi thi.
Simran – Aahh main khan par hoon. Aur yahan kese aayi.
Aadil – Yaad kijiye madam.
Simran yaad karke – Main tujhe chordungi nhi par tune mujhe kyo agwa kiya main tujhe janti tak nhi hoon.
Karan – Par mujhe toh janti ho Miss Simran.
Simran – Haah haa oo toh ye sab tumne kiya hai. Manna padega aakhir tujhe sab maloon ho ho gya hai ki is sab ke piche main hoon. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Karan – Haan Simran wese aap ye baten ka kasht karogi ki maine aapka kya bigada hai jo aap mere piche padi ho.
Simran – Kya bigada haahaa kya bigada hai. Teri vajah se meri didi aaj is duniya me nhi hai. Teri vajah se aaj main anath hoon. Teri vajah se meri jindgi ek narak ban gyi hai. Aur tu puchta hai ki kya bigada hai.
Karan – Par maine toh aisa kuch nhi kiya. Matlab main toh tumhe sirf karib do mahine se janata hoon.
Simran – Nhi Thakur sahab aap se toh rishta bahot purana hai.
Karan – Matalb kehna kya chahti ho tum.
Simran – Tujhe toh Aarti yaad hi hogi.
Karan – Kya Aarti haan yaad hai bahot achi ladki hai. Sab se ache se baat karti hai. Sab ke bhale ki baat kari hai. Wo meri bhi bahot help karti hai, Main use apna guru manta hoon. Par usse 2 saal se main mila nhi hoon.
Simran – Kyoki teri vajah se ab is duniya me nhi hai. Meri didi ab hi rhi usne sucide kar li.
Karan – Kyaa aisa nhi ho skta wo mujhe apna best friend manti thi.
Simran – hehee hee Thakur sahab aisa hi hua hai. Wo aapko friend nhi husband manti thi.
Karan – Chup kar wo mujhse toh kabhi is bare me baat nhi kari.
Simran – Acha tum ye bato kya wo tujhe humesha apne hath se khana khilati thi.
Karan – Haan.
Simran – Kya wo teri humesha fikar nhi karti thi.
Karan – Haan.
Simran – Jab bhi tum apni bike stunt karte the toh wo tujhe rokti thi.
Karan – Haan.
Simran – Jab tum ek do din school nhi aate the toh sidha tumhare ghar jaa kar tumse milti thi.
Karan – Haan.
Simran – Jab bhi tum kisi pareshani me padte the to wo bhi pareshaan hoti thi.
Karan – Haan.
Simran – Fir tum kese keh skate ho ki meri didi tumhari sirf dost thi. Wo tujhe sab kuch manti thi.
Karan – Par isse uske marne ka kya taluk hai.
Simran – Kyoki tune hi uske pyaar ka fayada utha kar uska rape kiya tha.
Karan – Kya bak rhi ho aaj tak maine kisi ko chua tak nhi hai. Ye galat hai Simran.
Simran – Main janti thi ki tujhe ye jhuth lgega koi bhi apna gunah kabolta nhi hai. Ye dekho mobile ye Aarti didi ka mobile hai iska meesage history dekho.
Karan jo message me dekhta hai wo dekh ke shock ho jata hai. I love you Aarti, shaam ko school ke piche jo khandar hai naa whan aana main milna chahta hoon tumhara Karan.
Karan – Par maine toh kabhi usse message tak nhi kiya.
Simran – Hahahhhaaa ab bhi jhooth. Bhagwan se toh daro Thakur sahab. Fir aage jante ho kya kiya tumne.
Karan – Kya ?
Simran – Uske rape kiya tune aur tere dosto ne milkar. Jo Aarti didi seh nhi payo aur mujhse wo bina kuch bole sucide kar li. Aur Simran ki ankh se ansu aa jate hai. Tabhi se maine thaan liya tha ki tum jisse bhi pyar karoge main sabhi ko marti jaungi. Is liye pehle Trisha ko apne raste se hathya.
Karan – Matlab Trisha ko tune mara.
Simran – Mujhe toh laga tha ki tujhe sab pata hai. Haan maine aur Ajay ne hi mara tha. Kyoki tum meri didi ke balatkari ho.
Karan – Sach me Simran mere vishwash karo maine kuch nhi kiya.
Aadil – Bhayia main kuch bolun.
Karan – Haan Aadil.
Aadil – Ye Simran shi keh rhi hai Aarti ka rape hua tha. Main janta hoon uska rape kisne kiya tha.
Karan – Kon tha wo ?
Aadil – Wo aapka dost hi tha aur jisko apne pehle din pita tha college me.
Karan – Par kon tha mera dost.
Aadil – Aarif tha.
Karan – Kya.
Aadil – Haan.
Karan jaldi se Aarif ko pkadta hai jo whan se bhagne ki soch rha tha.
Karan – Sale madarchod vishwasghati kyo kiya tune aisa.
Aairf – Mujhe maaf kar do main behk gya tha bhai kyoki meri us time sangat hi aisi thi. Tujhse dosti sirf maine Aarti ko chodne ke liye ki thi. Par teri dosti ne mujhe badal diya.
Karan – Behen chod tu kabhi nhi badl skata. pata hai Aarti se main kitna pyar krata tha. Na wo bol saki thi aur na hi main. Dil hi dil me main use apni rani manta tha.
Aarif – Bhai mujhe maaf karde.
Karan – Mat bol apni gandhi juban se mujhe bhai.
Siman – Chhii maine tujhse pyar kiya. Apne behen ke rapist se main duniya ki sabse nich ladki hoon.
Aarif – Please Simran tu jo saja degi mujhe manjoor hai.
Simran – Saja main nhi meri didi degi. tum sab andhere me uske sath kiya didi ko laga ki Karan ne kiya hai. Uski atma abhi tak bhatak rhi hai. Ab jo saja hogi wohi degi. Itne me dhuan uthta hai aur samne Aarti ki aatma khadi hoti hai. Uske ankh me ansun the jo Karan ko dekh kar nikale the. Karan bhag kar Aarti ko bahon me lena chahta hai. Par wo toh dhuan thi Karan whin beth kar rone lagta hai.
Karan – Kyo Aarti tune aisa kyo kiya ek baat toh ijhaar karti. Main bhi dil hi dil me tujhe bahot pyar karta tha.
Aarti – Tum bhi toh ijhar kar skate the.
Karan – Sab galti meri hi hai. Aarti mujhe bhi apne sath le chalo. Main nhi jeena chahta tumhare bina.
Aarti – Fir Neha didi ko kya jawab doge.
Karan – Tum mujhe apne sath le chalo bs.
Aarti – Ye possible nhi hai.
Karan – Toh tumne sucide kyo kiya bina jane ki kon hai.
Aarti – Mujhe laga ki tumne mujhe dhoka diya hai.
Karan – Tumhe apne pyar par itna bharosa nhi tha, ek baar toh dil par hath rkh kar puchti.
Aarti – Mujhe us time kuch nhi sujha. Mana ki agar is sab ke piche tum nhi the Toh kya baad me tum mujhe accept karte ek rape victim ko kon apni wife banta hai.
Karan – Mujhe tumhare jism se nhi tumhari rooh se pyar tha. Tumne acha nhi kiya mujhe akela ise duniya ki bheed me chord kar. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Aarti – Mujhe maaf kar do Karan. Dil ne toh bahot roka par ye dimag ne mujhe majboor kar diya. Kyoki Aarif hi tumhara iklauta dost tha.
Karan – Tum jo chaho is mardarchid ko saja de skati ho.
Aarti dhire dhire Aarif ki taraf aati hai use hawa me uada kar use gale ko daba deti hai aur Aarif whin gir jata hai.
Aarti – Ab ye sab kuch bhool jayega aur ek sidha insaan ban jayega
Karan – Par tune ise mara kyo nhi.
Aarti – Jo kaam pyar se ho use kyo hinsa se karna,
Simran – Karan mujhe maaf kar do maine Trisha ke sath acha nhi kiya.
Aarti – Tune sach me acha nhi kiya Trisha ke sath maine tujhe kitna mana kiya. Dekho wo bhi yahin hai.
Fir Trisha bhi whan aa jati hai.
Trisha – Karan aap kese ho ?
Karan – Main thik hoon babu. Fir wo rone lag jata hai.
Trisha – Aap rona band karo varna main bhi rone lag jaungi. Jise sun Karan jamin par beth kar aur jor jor se rone lagta hai.
Aarti aur Trisha uske pass aa kar bolti hai.
Aarti – Tum chup hote ho ki nhi varna main kabhi bhi tumhare samne nhi aaungi.
Karan – Kya sach me main jab chahun tum mere samne aa skati ho.
Trisha – Haan jab tum chaho par ek shart par.
Karan – Bato main tumhari sab shart manne ke liye tyar hoon.
Trisha – Pehli ye ki tum Simran ko kabhi kuch nhi kehoge aur usse ache se pesh aayoge.
Karan – Thik hai.
Aarti – Aur tum Simran ko mujhe jese pyar karoge.
Simran – Nhi didi main aap jitni achi nhi hoon. Main bahot se paap kiye hai.
Aarti – Haan main janti hoon ki tera sambandh Ajay ke sath tha.
Simran – Par didi.
Karan – Par var kuch nhi aaj se tum meri ho.
Trisha – hmm chalo ab hum chalte hai. Apni 4 patino ka dhyan rkho.
Fir wo dono gayab ho jati hai.
Karan – 4 patino ka matlab.
Simran – Mujhe kya pata. Pata nhi kitne account khole hue hai tumne.
Karan – Ruko ek toh tum hui dursa Neha didi, Tesra aur chautha kon hai.
Simran – Mujhe kya pata tum jese bhi lao, mujhe koi dikat nhi hai.
Karan – Ye dono bhi naa. Kya tum sach me mere sath shadi karna chahti ho.
Simran – Haan Karan, main tumhe bahot pasand karti thi par ye badle ki aag me sab jal gya.
Karan – Ohh hoo toh ek kiss do.
Fir dono kiss karne lagte hai idhar Aadil aur Aarif bhi ab jaag chuke the.
Aarif – Ohh hhoo ye sab akele me kiya jata hai, tumne nhi pata kya.
Aadil – Bhayia ji aap akele nhi ho hum bhi yahin hai. Kuch toh sharam karo aur dono alag ho jate hai. Fir Simran ko Karan apne ghar le jata hai. Jahan Nisha Simran ko dekh kar aag babhuli ho jati hai.
To be continued..