Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 24

This story is part of the Zindagi, Ek Anokha Safar series

    Sabhi class me pounch jate hai, class me hi Karan ka dhyan achanak se Trisha par jata hai usne jate hue Karan se kha tha ki uska accident karwaya gya hai. Usi time Karan ka dhyan whain par ruk jata hai. Aur tabhi Karan ko Nisha ki bhi baten yaad aati hai.

    Simran aur Ajay bol rhe the kisi jhatake ke bare me. Khin didi wale accident ke piche ye dono toh nhi hai. Kuch toh hai jo meri samjh me nhi aa rha hai. Tabhi class off ho jati aur sab bahar nikal kar aa jate hai.

    Aarif – Bhai chal na canteen me chalte hai.

    Karan – Tum jao main bs 10 minute me aata hoon.

    Ye keh kar Karan Aadil ko call karta hai, Aadil phtaak se Karan ke pass aa jata hai sath me koi ladki bhi thi.

    Aadil – Kya kaam hai bhayia.

    Karan – Ek kaam tha, main akele me kuch baat karna chahta hoon.

    Aadil – Shristi tum ruko main abhi aaya.

    Aur Aadil Karan ke sath thoda sa door aa kar Kya baat hai bhayia.

    Karan – Ek kaam karoge mera.

    Aadil – Bhayia aap toh bolo bs.

    Karan – Yaad hai na us ghtna jo mere sath reunion me hui thi.

    Aadil – Haan bhai ache se yaad hai.

    Karan – Mujhe lagta hai ki inke piche Ajay aur Simran hai. Tum uspar dhayan rkhan hai bs.

    Aadil – Thik hai ab main jata hoon varna meri girl friend naraj ho jayegi.

    Karan – Ohh girl friend hai bahot achi hai.

    Aadil – Hmm wo toh hai is month mehum dono shadi bhi kar rhe hai.

    Karan – Itni jaldi.

    Aadil – Wo kya hai naa ki ghar me sirf maa hai toh maa ke sath rehne ke liye koi toh hona chayie na.

    Karan – Badhiya hai wese koi kaam hai tere pass ghar chalne ke liye.

    Aadil – Nhi bhayia.

    Karan – Ek kaam kar tu R Industries phouch kar Singhaniya sir se mil lo aur mujhse unki baat karwa dena. Tujhe ek achi naukari mil jayegi. Aur salary tum jitna chaho ok.

    Aadil – Thik hai bhayia.

    Karan – Haan yaad hai naa ki tumhe kis par dhyan rkhna hai.

    Aadil – Haan aap befikar rho, ab main chlta hoon aur whan se wo dono chal dete hai.

    Idhar Shirsti wahin khadi thi, fir Shristi aur Aadil nikal jate hai.

    Shristi – Kon tha ye ?

    Aadil – Mere boss.

    Shristi – Mtalab.

    Aadil – Matlab jahan main kaam karunga whan ke malik hai ye.

    Shirsti – Ohh par tum kaam kahan karoge.

    Aadil – R Industry me.

    Shirsti – Kya itni badi company me aur ye uska malik hai muje toh yakin hi nhi hota.

    Aadil – Ek kaam karo aaj hi magazine aaya hai. Jisme top businessman aur unki family par article hai padh lo.

    Shirsti – Are chhodo naa ab chalte hai.

    Aur dono chale jate hain. Idhar Karan bhi canteen pounch kar beth jata hai. Aaj Nisha Karan ke baju me bethi thi.

    Aarif – Bhai tu bhul jaa Nisha ko.

    Ajay – Kya bol rhe ho tum.

    Aarif – Thik hai toh keh rha hoon. Tum bhul jao Nisha ko.

    Simran – Apni bakwass band karo.

    Aarif – Isme bakwas ki kya baat hai Nisha Karan ke liye perfect hai. Jodi bhi bachi lagti hai. Bhai Ajay bura mat manna par teri aur Nisha ki jodi kuch badhiya nhi lagti.

    Ajay – Gusse me Aarif apni aukat me rhe.

    Karan – Ohh hoo Hero aukat ki baat mere dost ko mat bol. Iske pass itna aukat hai ki tum 7 janam le loge tab bhi nhi barabi nhi kar skata.

    Ajay – Ye do kaudi ka hai kese meri behen Simran iske pyar me padh gyi.

    Karan – Beta cool down ab batate hun tujhe. Wese tu R industires ke bare me toh suna hi hoga. Us industries ka 1/4 shar’s ka malik hai ye.

    Aarif ko yakin nhi hota hai.

    Ajay – Ye kese ban skata hai, iske pita toh ek munshi the wo bhi ek mill me.

    Karan – Kyoki ye mera bhai hai, isliye tujhe proof chahiye abhi proof deta hoon.

    Karan tabhi kisi ko phone karta hai.

    Karan – Singhaniya sir maine jo kaha tha wo ho gya.

    Singhaiya – Haan beta ho gya hai. Aarif ka ek sign chayie fir Aarif is industry ka 1/4 shares ka malik ho jayega. Advocate ne sare paper bhi aaj de diye hai. Bs unka ek sign chahiye.

    Karan – Thik hai sir main rkhta hoon.

    Fir Karan phone cut kar deta hai aur fir wo bola.

    Karan – Ab bta kon hai ye.

    Sabhi ki ankhen fati ki fati reh jati hai.

    Aarif – Sale behen chod tu mujhe do kodi ka kehta hai.

    Nisha – Ye ek number ka nich aur gira hua insan hai ye kya jane dosti ka matlab.

    Simran – Bs kar Nisha. Ye mera bhai hai.

    Nisha gusse me boli – Bhaad me jao tum aur tera ye bhai. Mujhe nhi chayie aisi dosti aaj se tumhara aur mera koi rishta nhi hau. Aur Nisha uth kar chali jati hai.

    Simran – Please Aarif Nisha ko samjho yaar.

    Aarif – Main kya samjhaun wo teri behen ji hai. Wese tu harami maa chod aaj se baad mujhse baat mat karna behen chod kutte ki paidaish.

    Simran – Khabardar ek aur word bhi kha toh.

    Aarif – Behen chod hai ye behen chod sala maa ka loda baat karna tak nhi aata is behen ke lund ko.

    Simran – Ab bahot hua.

    Ab wo khadi hoti aur Aarif ke muh par jordar thapad mar kar kehti hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

    Simran – Aaj se main tere se breakup karti hoon.

    Aarif – Jaa jaa tujh jesi bahot aayi aur gyi mujhe koi farak nhi padta. Tum toh girl friend kya dosti ke bhi layak nhi ho. Tumne mere bhai ke bare me mujhe dhakaya kya keh rhi thi ki mere bhai ki najar kharab hai. Tujhe kya pata jisne aaj tak sirf aurto aur ladkiyo ko sirf izzat ki najro se dekha hai. Behenchod ek main hi chutiya tha jo teri bato me aa gya.

    Karan – Bhai shant ho ja wo teri girl friend hai, aise baat mat kar usse.

    Aarif – Bahot hua yaar ab chal yahan se aaj se in dono se koi rishta nhi. Aaj Nisha ne bhi bahot acha kiya tujhse apne sare rishte tod kar. Chal ab kya baitha dekh rha hai.

    Fir Aarif aur Karan whan se sidhe class me aate hai.

    Aarif – Majak tha na wo sab.

    Karan – Kya tere share are nhi sach me aaj tum college ke baad sidha office chale rhe ho. Whin tujhe sign karne hai.

    Aarif khush hokar Karan ko gale se laga leta hai.

    Karan – Abe chord mujhe kya kar rha hai, koi dekhega toh kya kehega.

    Nisha – Main nhi samjhungi continue please.

    Aarif – Bhai ye baar baar tujhe aisa kyo bolti hai.

    Nisha – Maine kya bol diya hai aisa ab aap hi bato Karan.

    Aarif – Yahi aap wala, itni ijjat oohho.

    Nisha – Meri marji kisse kaise baat karun tum kon hote ho puchne wale.

    Karan – Ab tum dono mat shuru ho jana please.

    Aarif – Nhi par Nisha tum sach sach bolo khin tumhare dil me Karan ke liye kuch hai toh nhi ?

    Karan – Are bhai shant ho ja ka bol rha hai tu.

    Nisha – Haan hai mere dil me kuch.

    Aarif – Kya hai bato please.

    Karan – Are bhai shant kar na kya bak bak kar rha hai tu.

    Tabhi Anita madam Karan ko bula leati hai. Idhar Nisha Aarif se.

    Nisha – Pyar karti hoon main Karan se, main usi din purpose kar deti par ye Ajay ne sara khel bigad diya. Kitna bhi maine Ajay ko Karan ki tarah dekhne ki koshish kari par aisa nhi ho paya.

    Aarif – Toh us din kya tha tere i love you Ajay ko bolna.

    Nisha – Socha ki agar main i love you bol dungi toh sach me mujhe Ajay pyar ho jayega. Par nhi hua kyoki humesha se Karan hi mere dil me tha.

    Aarif – Toh is baar jaldi bol do varna koi aur aa jayega.

    Nisha – Nhi is baar main ye nhi hone dungi.

    Tabhi Karan vapis aa jata hai. Fir sabhi busy ho jate hai college khatam hone ke baad tino ek sath nikalte hai. Nisha man me kya abhi bolun ya nhi kya sochega ye mere bare me. Kal pakka bol dungi. Abhi kuch nhi bol skati. Fir Nisha whan se ghar chali jati hai idhar Karan Aarif ke sath office aa kar kuch paper par sign karwata hai. Fir dono whan se sath nikal jate hai.

    Aarif – Bhai mujhe lagta hai ki Nisha tujhe chahti hai.

    Karan – Chal abe chal wo meri achi friend hai jese tu hai.

    Aarif – Bhai wo tujhse pyar karti hai. Dekhta nhi kitni ijjat se baat karti hai tujhse.

    Karan – Chhod na kya tu bhi le kar beth gy, wese bhi uska boy friend hai aur wo ek achi ladki hai isliye ijjat se baat karti hai/

    Aarif – Toh wo fir mujhse ijjat se baat kyo nhi karti.

    Karan – Mujhe kya pata usse ja kar puch.

    Aarif – Kyoki wo tujhse pyar karti hai bhai.

    Karan – Chal chhod ye sab ghar ka rasta aa gya hai. Tu jaa apne ghar main apne ghar chala.

    Wo dono whan se apne apne ghar chale jate hai. Idhar Karan jab college me tha Sonam apne room me Karan ki photo ko hath me liye bed par lete ro rhi thi. Jese do ankhen dekh rhi thi.

    Sonam – Kyo main apne dil ki baat tujhse nhi kar pati. Wese toh main bahot kuch bol deti hoon. Par dil ki baat kyo nhi mere muh se nikalti. Aaj mere pyar ko 5 saal hone wale hai. Par tumhe toh kuch pata hi nhi aur hoga bhi kese kyoki maine toh kabhi ijhaar hi nhi kiya.

    Kyo main kamjor pad jati hoon. Akhir kyo Karan kyo tum nhi mujhse direct puch lete jab bhi tum mere samne aate ho dil bs tujhe hi dekhne ko karta hai. Isliye main kuch nhi keh pati hoon. Idhar do ankhen sari baat sun kar muskurate hue apne room me nikal jata hai.

    To be continued.. agar aap ye kahani padhte rehna chahte hai, to please apna feedback jarur dijiye.