How to write sex stories on DesiKahani

Dear writers,

Aksar humne dekha hai ki bahot se writer jo DK par kahani submit karte hai, wo apni kahani ko sahi tarike se nahi likhte. Jis karan jada tar stories delay ho jaati hai, aur fir writers baar baar request bhejte hai ki unki kahani publish kyo nahi hui!

Sabse pehle apke liye ye jaan lena bahot jaruri hai ki DK par jo bhi kahani publish hoti hai, wo sabhi kahaniyan DK Editor ke dawara review ki jaati hai. Is prakriya me ye sunishchit kiya jata hai ki kahani puri tarah se “DK story submission guild-lines” ko dhyan me rakh kar likhi gayi hai ya nahi.

Agar kahani puri tarah se “DK story submission guild-lines” ke anusar likhi gayi hoti hai, to kahani ko approve kar diya jata hai. Lekin isse pehle ye bhi sunishchit kiya jata hai ki kahani sahi tarike se likhi gayi hai ya nahi.

Matlab ki kahani me had se jada spelling/grammar/punctuation mistakes to nahi hai. Agar kahani me galatiyan na ke barabar hoti hai to kahani ko 72hrs ke andar-andar publish kar diya jata hai. Par bina mistakes wali stories ya kam mistakes wali stories aksar bahot hi kam writers davara submit ki jati hai.

Jadatar writers ki kahaniyon me bahot se galatiya hoti hai, jaise spelling mistakes, grammar mistakes aur punctuation mistakes etc. Aisi kahaniyon ko hamesha hi DK Editor dawar edit karke thik kiya jata hai, taki sabhi readers ke liye story reading experience smooth bana rahe. Lekin is prakriya me bahot time lagta hai, aur yehi karan hota ki bahot si kahaniyan delay ho jati hai.

Isliye apse nivedan hai ki kahani likhne se pehle agar aap kuch baato ka dhyan rakhe. To apki kahani jaldi publish karne me hume bahot madad mil sakegi.

1. Jab bhi kahani likhe to hamesha kahani ko chhote chhote paragraphs ne devide kijiye, aur ho sake to 30-40 words se chhote paragraphs rakhiye. Aisa karne se readers ko kahani padhne me asani hoti hai.

2. Chhote paragraphs karne ke sath sath humesha har sentences/lines ke baad propar punctuation marks jaise dot ” . ” comma ” , ” aur question mark ” ? ” etc ka use kijiye. Example ke tor agar kisi sentence/line me hard full stop aata hai to dot ” . ” use kijiye aur agar soft stop aata hai to comma ” , ” use kijiye.

(Jaise: Kuch 10-15 minute ki kiss ke baad mujhe bahut sharam aa rahi thi. Mukesh aise hi kiss karte karte apna hath mere boobs par poch gya, jis wajah se gabrahat me mere muh se siskyia nikal gayi.)

3. Agar story me do log baat kar rahe hai. To hamesha hi unki baate alag alag line me likhiye aur sath sath unke naam bhi use kijiye.

Example:
Priya – Batao na Ravi kya tum sach me mujhse pyaar karte ho?
Ravi – Haan meri jaan, itna pyaar ke abhi teri chut chhod daalu.
Ravi ki baat sun Priya sharma gayi aur uski chhati par hath marte hue boli – Dhattt.. gande kahi ke!

4. Kahani me kabhi bhi kuch bhi too much mat kijiye. Jaise kuch writers ko adat hoti hai ki wo story to thik likhte hai, par bahot jada dot comma use karte hai (jaise: …….. ,,,,,,,,) aur kabhi kabhi words ko bhi manipulate karte hai (jaise: thaaa, kiiiiii, thiiiiii, orrrrrrr etc.)

5. Kahani me sabse jada dhyan sedution/sex/chudai ke hisse par dijiye. Kyoki aap ek sex story likh rahe hai to usme jitna jada sex/chudai hogi utna hi use pasand kiya jayega.

6. Apni kahani me sedution/sex/chudai scene ke doran, gande words ka istemaal jarur kijiye. Jaise chudai ke doran kuch dirty talk/galiya. (Dhayad rakhiye sab kuch ek limit me reh kar likhiye, nahi to apni kahani reject bhi ho sakti hai. Story me abuse/force sex bilkul bhi nhi hona chahiye.)

7. Agar aap apni stories ko alag-alag parts/episodes me submit kar rahe hai. To kabhi bhi ek hi tarah ki introduction sabhi parts me copy-paste mat kijiye. Aap alag-alag parts ne users ko pichhli story read karne ke baare me likh sakte hai. Ya fir aap pichhle part me mile feedback ke baare me bhi readers ko 2-3 lines me thanks kar sakte hai.

8. Kahani likhte time koshish kijiye ki story length 1500 words ya usse jada rahe. Kyoki jada tar readers ko short stories pasand nahi aati.

Tip: Story submit karne se pehle latest published stories ko dekhiye aur use apni story se milaiye/compare kijiye. Kya apki story me spellings, grammar aur punctuation publish ho chuki kahaniyon se mel kha rahi hai. Agar jawab haan hua to apki kahani ko approve/publish hone me jada time nahi lagega.

Agar aap upar likhe niyamon ka palan karke kahani ko sahi tarike se likh kar submit karte hai, to apki kahani jaldi publish karne me hume bahot madad milegi. Par agar aap aisa nhi kar paate aur apne hisab se bina koi basic rules follow kiye story submit karte hai. To apki story ko review/edit hone me 2-3 mahine tak ka time lag sakta hai.

Note: Agar apne hume contact kiya tha aur humne apno is page par refer kiya hai. To iska matlab saaf hai ki apki kahani me galatiya hai, aur ab iske liye ya to apni story ko thik karke dobara se submit kijiye ya fir wait kijiye! Kyoki apki story ko edit karne me kaafi time lag sakta hai.

Thanks,
DK Editor

Leave a Comment